Islamic knowledge ramzan ka bayan|ramzan ke barkate

Islamic knowledge ramzan ka bayan|ramzan ke barkate

Size
Price:

Read more

 🔹🔹🔹 *ह़दीस शरीफ़* 🔹🔹🔹

📖 *" सुहैल इब्ने साद़ फ़रमाते हैं की नबी पाक सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम की बारगाह में हा़ज़िर होकर एक शख़्स ने तंगदस्ती ( ग़रीबी ) की शिकायत की तो मह़बूबे करीम सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने तंगदस्ती दूर करने के लिये ये अमल तालीम फ़रमाया की जब तुम अपने घर में दाख़िल हो तो जो वहां पर हो उसको सलाम करो और अगर कोई ना हो तो दिल में मेरा तसव्वुर कर के मुझ को सलाम कर लिया करो और एक मर्तबा सूरह़ इख़लास ( قــل ھــو الـلـلہ ) पढ़ो । चुनांचे उन साहब ने ये अमल किया तो तंगदस्ती दूर हो ग‌ई और रिज़्क़ की इतनी भरमार हो ग‌ई की की अपने पड़ोसियों को भी देने लगे । "*


*कौन देता है देने को मुंह चाहिये , देने वाला है सच्चा हमारा नबी*

✍🏻 *इमामे अहले सुन्नत इमाम अह़मद रजा़ खा़न फा़ज़िले बरेलवी रह़मतुल्लाह अलैहि*


🔹🔹🔹 *HADEES SHAREEF* 🔹🔹🔹

📖 *" SUHAIL BIN SAAD FARMATE HAIN KI SARKAR E DO AALAM SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM KI BARGAAH ME EK SHAKHSH NE TANG DASTI KI SHIKAYAT KI TO MAHBOOBE KAREEM SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE IRSHAD FARMAYA JAB TUM APNE GHAR ME DAKHIL HO TO JO WAHA PAR HO USKO SALAM KARO AUR AGAR KOI NA HO TO DIL MEIN MERA TASAWWUR KAR KE MUJH KO SALAM KARO AUR EK MARTABA ( قل ھو اللہ) SOORAH IKHLAAS PADHO , CHUNANHE UN SAHAB NE YE AMAL KIYA TO TANGDASTI DOOR HO GAI AUR RIZQ KI ITNI BHARMAAR HO GAI KI APNE PADOSIYON KO BHI DENE LAGE "*


*KON DETA HAI DENE KO MUNH CHAHIYE , DENE WALA HAI SACHCHA HAMARA NABI*

 😍😍😍😍😍😍


✍🏻 *ALA HAZRAT IMAM AHMAD RAZA KHAN RADIALLAHU ANHU*




0 Reviews

Contact form

Name

Email *

Message *